Kisne kaha hai hum tumko bhul gaye
aai dost ye afva kise aur ne udaye hogi
shaan se rahege tere dil me
itne dino me kuch to jaga banai hoge…
Zindagi K Tufano Ka Sahil Hai Teri Dosti
Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri Dosti
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat
Agar Maut Aane Tak Sath De Teri Dosti…
Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum,
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum,
Aap Jaise Dosto Ka Hi Sahare,
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum
Log Kehte Hain Zamin Par Kisi Ko Khuda Nahi Milta,
Shayad Unn Logon Ko Dost Koyi Tum Sa Nahi Milta.
Kismat Walon Ko Hi Milti Hai Panaah Kisi Ke Dil Mein,
Yun Har Shakhs Ko Toh Jannat Ka Pata Nahi Milta.
Apne Saaye Se Bhi Zyada Yakeen Hai Mujhe Tum Par,
Andheron Mein Tum To Mil Jaate Ho Saya Nahi Milta.
Iss Bewafa Zindgi Se Shayad Mujhe Itni Mohabbat Na Hoti,
ए दोस्त तेरी दोस्ती पे नाज करते है,
हर वक़्त मिलने की फरियाद करते है,
हमें नहीं पता घरवाले बताते है,
के हम नींद में भी आपकी बात करते है।
Pyar mein marne jeene ki kasme khati thi woh
Mere saath hi apna saara waqt bitati thi woh
jane kya khata hui thi mujhse mere dosto
na jane kyo aaj raah chalte mujhse muh chupati hai woh…