कभी दिल की कमज़ोरी बन के रह जाती है,
कभी वक़्त की मजबूरी बन के रह जाती है,
ये मोहब्बत वो शराब है ये दोस्त
जिसे जितना पियो प्यास अधूरी ही रह जाती है..!
Gham tum laate ho zindagi mein humaare,
wo zakhm aane he nahi deti,
khushi ko to ek pal mein bikher dete ho tum humaari,
wo to khushi ko jaane he nahi deti,
hosh mein laa-laa kar tum hosh udaati ho humaare,
wo sharaab to hosh mein aane he nahi deti…
Har taraf khamoshi ka saya hai, Zindagi me pyaar kisne paya hai, Hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai, “Dekho aaj phir peekar aaya hai.”
मै बैठूंगा जरूर महफ़िल में, पर पीऊंगा नही,
क्योंकि मेरा ग़म मिटा दे, इतनी शराब की औकात नही!!
Kuch is terha guzarti ab, humaari har shaam hai,
Ek haath tasveer unki to, aik haath jaam hai!
Bekaar hai yaad dilana ,k shaye ye haraam hai,
Sab kuch bhool jaate hain ,jab koi leta unka naam hai!
Hum to yehi kahenge, Mai be-wajah badnaam hai,
Dard-e-dil se humko to , pahunchaati ye araam hai!
Tabaah kerti hai sharaab, ghalat is per ilzaam hai,
Madadgaar ka badnaam hona to, qudrat ka nizaam hai!
Hum ghamkhaaron ka mai ko, Tah-e-dil se salaam hai,
Bina iske to khudaa jaane, kya humara anjaam hai!
Teri aankhon se yoon to saagar bhi piye hain maine, Tujhe kya khabar judaai ke din kaise jiye hain maine…