Arz kiya hai key…
Ye duniya kya jane dil tutne ka dard kise kahete hai,
Ankhon me pani hai firbhi muskurana kise kahete hai,
Aur dekh kar bhi apni mohabat ko gair ke bahon me,
Khush rahe tu sada, ye duwayen dena kise kahete hai !!!

Arz Kiya hai ke…
Unko Ye shikayat hai ke meri tareef qun nahi karte,
Unse kahedo ke meri ankon me jhankh kar dekhle !
Ta ummr hamne unse sirff mobhobat ki hai !
Ur unko ye shikayat hai ke khatt qun na likhe humne !!!
Arz kiya hai ke…
Dekh kar mujhe iss hal me,
Aaj maut ko bhi rona aaya !
Iss kambkht zamane ne jine na diya,
Aur tere wade ne sanam muje marne na diya !!!
Arz kiya hai ke…
Teri beruki ki aaj inteha ho gayi hai,
Mere dardh-e-dil ki tu khushiyan mana rahi hai !
Tujhe meri bewafayi ki ummeed lagi hai,
Aur wahan duniya meri wafa ki kasme kha rahi hai !!!